Aankhen Milaanay Waalay Dil Ko Churaanay Waalay Mujhko Bhulaana Nahin Mann Ko Sajaanay Waalay Jeevan Mein Aanay Waalay Jeevan Say Jaana Nahin Main Javaa'n

Aankhen Milaney Waaley
Ankhien Milane Wale
Dil ko churane wale
Mujhko bhulaana nahin
Mann ko sajaane wale
Jeevan mein aane wale
Jeevan se jaana nahin

Main javaan
Main haseen
Mere paas
Kya nahin
Ho…ho…ho…

Ankhien Milane Wale
Dil ko churane wale
Mujhko bhulaana nahin
Ho…ho…ho…ho…

Ek hi nazar se kaise
Dil mein base tum esay
Bandhan ho jaise qadeem
Heeray moti aur paise
Paise
Her pal pather ho jaise
Jaise
Pyar yeh itna azeem

Janam janam ka sajan
Tera mera yeh saath
Dil ko pohnchaai
Teri nigaahon ne aar
Ho…ho…ho…ho…

Ankhien Milane Wale
Dil ko churane wale
Mujhko bhulaana nahin
Ho…ho…ho…ho…

Tum sa na hai ab koi
Mujh ko milay ab jo bhi
Tumhaara na ho raqeeb
Taaj ya takht ya shaahi
Duniya ki har khudai
Pyar ka kya ho hareef

Chahat say teri
Jeevan hai mera haseen
Tum na mere pass ho to
Mein kuch bhi nahin
Ho…ho…ho…

Ankhien Milane Wale
Dil ko churane wale
Mujhko bhulaana nahin
Ho…ho…ho…ho…

Mann ko sajaane wale
Jeevan mein aane wale
Jeevan say jaana nahin
Main javaan
Main haseen
Meray paas
Kya nahin
Ho…ho…ho…ho…

Ankhien Milane Wale
Dil ko churane wale
Mujhko bhulaana nahin
Ho…ho…ho…ho…

Ho…ho…ho…ho…
Ho…ho…ho…ho…
Ho…ho…ho…ho…...

Son Dinleyenler

0 yorumlar
    Yorum bulunamadı

:: / ::
::
/ ::

kuyruk